Badmashi Shayari is a bold and powerful form of Hindi shayari that expresses attitude, swag, and a fearless personality. These short, powerful lines often reflect themes like pride, strength, rebellion, and confidence — perfect for those who prefer to stand tall and let their words speak louder than actions.
In this article, we have curated the best 2-line Badmashi Shayari in Hindi and English, specially for boys, attitude lovers, and those who fans of gangster shayari. Whether you’re looking for captions, status updates, or simply want to showcase your fearless vibe, you’ll find the perfect lines to match your mood.
Table of Contents
ToggleBest Badmashi Shayari in Hindi

टक्कर की बात मत करो
जिस दिन सामना होगा, उस दिन हस्ती मिटा देंगे।
Takkar ki baat mat karo beta
Jis din saamna hoga, us din hasti mita denge.
बेटा, बदमाशी उन से करो
जो तुझसे डरते हैं।.
Beta, badmashi un se karo
jo tujhse darte hain.
शेर पिंजरे में बंद हो तो जोकर कहलाता है
और मैदान में उतरे तो तबाही मचाता है.
Sher pinjre mein band ho to joker kehlata hai,
Aur maidan mein utre to tabahi machata hai.
बदमाशी दिखाने में हम एकदम व्यस्त हैं
तभी तो बदमाशी अपनी जबरदस्त है.
Badmashi dikhane mein hum ekdum vyast hain
Tabhi to badmashi apni zabardast hai.
तेरा घमंड तो दो दिन की कहानी है रानी
पर मेरी ये अकड़ तो खानदानी है।.
Tera ghamand to do din ki kahani hai rani
Par meri ye akad to khandani hai.
किसी का गुलाम होने की आदत नहीं हमारी
हम अपनी रियासत खुद बनाते हैं।.
Kisi ka gulam hone ki aadat nahi hamari
Hum apni riyasat khud banate hain.
कहानी खत्म हुई और ऐसे खत्म हुई
कि लोग रो पड़े तालियाँ बजाते हुए।.
तुमने अभी हमारी शराफत देखी है
बदमाशी देखोगे तो घर से भी नहीं निकलोगे।.
Tumne abhi hamari sharafat dekhi hai
Badmashi dekho ge to ghar se bhi nahi nikloge.
Kahani khatam hui aur aise khatam hui
Ki log ro pade taaliyan bajate hue.
बदमाशी तो अपनी रग-रग में है जनाब
जान निकल सकती है, पर ये बदमाशी नहीं.
Badmashi to apni rag-rag mein hai janaab
Jaan nikal sakti hai, par ye badmashi nahi.
बुराई ही कर सकते हो बेटा है
बराबरी तो तुम्हारे बाप दादा भी नहीं कर सकते।.
Buraai hi kar sakte ho beta hai
Barabari to tumhare baap dada bhi nahi kar sakte
2 Line Badmashi Shayari
मैं तो शरीफ हूँ
इसलिए तो यार बदमाश है।.
Main to shareef hoon
Isliye to yaar badmash hai.
जब दुश्मन अपना हो
खेल का मज़ा दोगुना हो जाता है।.
Jab dushman apna ho
Khel ka maza dugna ho jata hai.
रास्ता भूल मत जाना
वरना तेरा पता ही नहीं चलेगा.
Rasta bhool mat jana
Varna tera pata hi nahi chalega.
सिकंदर तो हम अपनी मर्जी से हैं
पर हम दुनिया नहीं दिल जितने आए हैं।.
Sikandar to hum apni marzi se hain
Par hum duniya nahi dil jeetne aaye hain.
औकात नहीं है आँख से आँख मिलाने की
और बात करते हैं हमारा नाम मिटाने की.
Aukaat nahi hai aankh se aankh milane ki
Aur baat karte hain hamara naam mitaane ki.
पैदा तो हम भी शरीफ हुए थे
लेकिन शराफत से हमारी कभी बनी नहीं।.
Paida to hum bhi sharif hue the
Lekin sharafat se hamari kabhi bani nahi.
दौलत तो विरासत में मिलती है
लेकिन पहचान अपने दम पर बनानी पड़ती है।.
Dolat to virasat mein milti hai
Lekin pehchaan apne dam par banani padti hai.
किसी से जलना हमारी आदत नहीं
हम खुद की काबिलियत से लोगों को जलाते हैं.
Kisi se jalna hamari aadat nahi
Hum khud ki kabilayat se logon ko jalate hain.
Full Badmashi Attitude Shayari

मत करो छेड़छाड़ मेरी ख़ामोशी से
तुम पर बहुत भारी पड़ेगा.
Mat karo chhedchhaad meri khamoshi se
Tum par bahut bhaari padega.
जिस चीज़ का तुम्हें सबसे ज़्यादा ख़ौफ़ है
मुझे उसी चीज़ का शौक है.
Jis cheez ka tumhe sabse zyada khauf hai
Mujhe usi cheez ka shauk hai.
स्टाइल तो मैं सिर्फ शौक के लिए करती हूँ
वरना ज़माने के लिए तो मेरी नशीली आँखों के इशारे ही काफ़ी हैं।.
Style to main sirf shauk ke liye karti hoon
Warna zamane ke liye to meri nasheeli aankhon ke ishaare hi kaafi hain.
हम जिस टाइप के आदमी हैं ना लाला
बस दिक्कत यही है कि हमें खुद नहीं पता
हम कब क्या कर देंगे.
Hum jis type ke aadmi hain na Lala
Bas dikkat yahi hai ki humein khud nahi pata
Hum kab kya kar denge.
सुना है आज समंदर को बड़ा गुमान आया है
उधर ही ले चलो कश्ती जहाँ तूफ़ान आया है।.
Suna hai aaj samandar ko bada gumaan aaya hai
Udhar hi le chalo kashti jahan toofan aaya hai.
Gangster Shayari in Hindi

हमारी गोली जान नहीं लेती,
बल्कि दूसरों के अंदर का जानवर जगा देती है।.
Hamari goli jaan nahi leti,
Balki doosron ke andar ka jaanwar jaga deti hai.
गुरुर दिखाने की कोशिश मत करना
क्योंकि हम जानते हैं इसे तोड़ा कैसे जाता है.
Guroor dikhane ki koshish mat karna
Kyunki hum jaante hain ise toda kaise jaata hai.
तेरी ज़ुबान और मेरी बंदूक
दोनों का ही साइलेंसर खराब है.
Teri zubaan aur meri bandook
Dono ka hi silencer kharab hai.
मत उलझो हमसे, हम खुद नहीं समझ पाए अपने आप को,
तुम क्या ख़ाक समझोगे हमें।.
Mat uljho humse, hum khud nahi samajh paaye apne aap ko
Tum kya khaak samjhoge humein.
अब तक जितने मेरे खिलाफ खड़े हुए हैं
वे सभी कब्र में पैर फैलाकर पड़े हुए हैं।.
Ab tak jitne mere khilaf khade huye hain
wo sabhi kabr mein pair phaila kar pade huye hain.
इस दुनिया में दो ही चीज़ों की वैल्यू है
एक ज़मीनों की और दूसरा मुझ जैसे कमीनों की।.
Is duniya mein do hi cheezon ki value hai
Ek zameenon ki aur doosra mujh jaise kameeno ki.
Attitude Shayari in Hindi

मैं कभी लोगों की इंसल्ट नहीं करता
मैं बस उन्हें उनकी औकात बता देता हूँ।.
Main kabhi logon ki insult nahi karta
Main bas unhe unki aukaat bata deta hoon.
दर्द और मोहब्बत तो हमने भी बहुत की
पर भूल गए थे कि हीरोइन कभी विलन की नहीं होती।.
Dard aur mohabbat to humne bhi bahut ki,
Par bhool gaye the ki heroine kabhi villain ki nahin hoti.
अकड़ और नाम हमें हमारे पूर्वजों ने दिया है
लोग जीना नहीं छोड़ सकते और हम अपनी अकड़.
Akad aur naam humein hamare purvajon ne diya hai
Log jeena nahi chhod sakte aur hum apni akad.
हमारी अफवाह के धुएँ वहीं से उठते हैं
जहाँ हमारे नाम से आग लग जाती है।.
Hamari afwah ke dhuein wahi se uthte hain
Jahan hamare naam se aag lag jaati hai.
जिन तूफानों में लोगों के झोपड़े उड़ जाते हैं
उन तूफानों में तो हम कपड़े सुखाते हैं।.
Jin toofaano mein logon ke jhopde ud jaate hain
Un toofaano mein to hum kapde sukhate hain.
आज जो नजरअंदाज कर रहे हैं
कल उनकी औकात भी नहीं होगी हमसे नजर मिलाने की।.
Aaj jo nazarandaaz kar rahe hain,
Kal unki aukaat bhi nahi hogi humse nazar milane ki.
Badmashi Shayari For Boys
मैं लोगों का अपमान कभी नहीं करता
मैं केवल उन्हें बताता हूँ कि वे क्या हैं।.
Main logon ka apmaan kabhi nahin karta
Main keval unhein batata hoon ki ve kya hain.
कुछ देर की खामोशी है फिर शोर आएगा
तुम्हारा सिर्फ वक्त आया है हमारा दौर आएगा।.
Kuch der ki khamoshi hai phir shor aayega
Tumhara sirf waqt aaya hai hamara daur aayega.
अभी उड़ने दो इन कबूतरों को
जब हम आएंगे आसमान खुद खाली हो जाएगा।.
Abhi udne do in kabootron ko
Jab hum aayenge aasman khud khaali ho jaayega.
सिकंदर तो हम अपनी मर्जी से हैं
पर हम दुनिया नहीं दिल जितने आए हैं।.
Sikandar to hum apni marzi se hain
Par hum duniya nahin dil jaante aaye hain.
मेरा स्टेटस तेरे मोबाइल में दिख जाए
इतनी तेरी मोबाइल की औकात नहीं।.
Mera status tere mobile mein dikh jaaye
Itni teri mobile ki aukaat nahi.
जितना बदल सकते थे बदल लिया खुद को
अब जिसको तकलीफ है वो अपना रास्ता बदले.
Jitna badal sakte the badal liya khud ko
Ab jisko takleef hai wo apna rasta badle.
Badmashi Shayari English
Hara kar koi jaan bhi le jaye to manzoor hai
Magar dhokha dene walon ko phir main moka nahi deta.
Sun be launde, humse panga aur bhari mahfil mein danga
Dono khatarnak hain.
Ghaate ka sauda hum karte nahi
Jo sab pe mare, us pe hum marte nahi.
Badmashi wo hai jo dil mein ho
Dikhave mein nahi.
Duniya ki bheed ho tumhe mubarak
Hum apna rasta khud banate hain.
Badmashi dikhayi to utha lenge ghar se
Hamari shakhsiyat se tum waaqif hi kahan ho.
Aire gaire logon se hum darte nahi
Ladki chahe kaisi bhi ho kisi par marte nahi.
Hamari khamoshi ki wajah mere maan-baap hain ladle
Varna jigra to hum tujhe tere ghar se uthane ka rakhte hain.
Mat karo chhedchhaad meri khamoshi se
Tum par bahut bhaari padega.
Bhai Badmashi Shayari
आँखे जो पढ़ ले उसी को दोस्त मानना साहब
वरना चेहरे तो रोज़ दुश्मन भी देखते हैं.
Aankhen jo padh le usi ko dost maana sahib
Varna chehre to roz dushman bhi dekhte hain
औकात की बात मत कर मेरे दोस्त
लोग तेरी बंदूक से ज्यादा मेरी आँखों से डरते हैं।
Aukat ki baat mat kar mere dost
Log teri bandook se zyada meri aankhon se darte hain.
थोड़ी खुद्दारी भी लाजिमी थी दोस्तों
उसने हाथ छुड़ाया तो हमने छोड़ दिया।.
Thodi khuddari bhi laazimi thi doston
Usne haath chhudaaya to humne chhod diya.
ऊपर वाले ने भले ही गरीबी दी हो
लेकिन भाईचारा एकदम दिलदार दिया है.
Upar wale ne bhale hi gareebi di ho
Lekin bhaichara ekdum dildaar diya hai.
ओए तू गुंडा, तू बदमाश,
हम तो शरीफ हैं मेरे भाई
बाकी कभी उलझ कर देख लीजिए.
Oye tu gunda, tu badmash
Hum to sharif hain mere bhai,
Baaki kabhi uljh kar dekh lijiye.
Top Badmashi Shayari for Caption
बदमाशी की फ़ितरत तो हममें बचपन से है.
Badmashi ki fitrat to hummein bachpan se hai.
शेर जैसा रुतबा है, दुश्मन भी सलाम ठोकते हैं.
Sher jaisa rutba hai, dushman bhi salaam thokte hain.
ऐसी कोई जगह नहीं जहाँ मेरा खौफ नहीं.
Aisi koi jagah nahi jahan mera khauf nahi.
हमारे खौफ के चर्चे हर जगह हैं.
Hamare khauf ke charche har jagah hain.
शराफत हमारी कमजोरी नहीं, ताकत है.
Sharafat hamari kamzori nahi, takat hai.
हमारे इरादे लोहे से भी मजबूत हैं.
Hamare iraade lohe se bhi mazboot hain.
तेरी औकात से ज़्यादा है मेरा.
Teri aukaat se zyada hai mera andaaz!