Flower Shayari in English is a beautiful form of Shayari that uses the delicate imagery of flowers to express emotions, thoughts, and feelings. Flowers have always been a symbol of love, beauty, and nature’s grace, making them a perfect metaphor in Shayari. Through vibrant and fragrant verses, Flower Shayari captures the essence of life’s joys and sorrows, connecting deeply with readers and listeners. The blossoming petals often reflect human emotions like happiness, longing, and hope, making this poetic form both visually and emotionally appealing.
In this article, you’ll find beautiful Flower Shayari in English, romantic Shayari, and short flower quotes.
Table of Contents
ToggleBest Flower Shayari in English

Talashti hoon main dil ki kitaab mein aksar
Woh phool tu ne jo mujh ko kabhi diya hi nahin.
Keemat in phoolon ki kaise ada ki jaaye,
Beshumar pyaar basa hai inmein kisi ka.
Pata nahi use kaise lagega tohfa,
Gulab beja hai main ne kisi gulab ke naam.
Woh saare adab rakhti hai usko kitaab kya dena,
Jo khud mein ek phool ho usko gulaab kya dena.
Ye kalmakaaron ka shehar hai miyaan
Yahan ishq mein phool nahin dil diya jaata hai.
Jisne khud mehka rakhi ho zindagi meri,
Ab us phool ko bhi kya gulab doon.
Woh safed gulaab thama gayi,
Kaha apne pasand ke rang bhar lena.
Uski shakhsiyat hi aisi hai,
Kanto ke beech reh kar bhi gulaab sa mehakta hai wo.
Flower Shayari In English 2 line
Har pal khubsurat lagta hai aajkal,
phool mein ik chehra dikhta hai aajkal.
Teri qurbat ke lamhe phool jaise…
Magar phoolon ki umr mukhtasar hai.
Nikle zindagi ki safar mein kaash kahi tum mil jao
Jeevan apna bagiya ho tum uski gulaab ban jao.
Jo phool taqseem karte hain,
Unke haathon mein khushboo jaroor jaati hai.
Phoolon ki tarah khilte rahiye,
Mehak vicharon ki dete rahiye.
Tareef ka muhtaj nahi hote kuch log,
Phoolon ko kabhi attar nahi lagaya jata.
Mahaz gulaab dene se kya hoga,
Unhein phool ke tarah rakhna seekho.
Beautiful Flower Shayari

Woh husn-e-sabz jo utra nahin hai daali par
Fareefta hai kisi phool chunnay wali par.
Khizaan ki dhoop se shikwa fazool hai Mohsin
Main yun bhi phool tha aakhir mujhe bikharna tha.
Phool baahar hai ke andar hai mere seene mein
Chaand roshan hai ke main aap hi tabinda hoon.
Har baar hum par ilzaam laga dete ho muhabbat ka,
Kabhi khud se bhi pooncha hai itni khoobsurat kyon ho.
Bahut yaad aata hai wo phool,
Jisme tum sirf mere the.
Ek mausam tha teri baahon ka manzar tha,
Aaj ye mausam hai meri aankhein bhi banjar hain.
Main tumhari saadgi ki kya misaal doon,
Is saare phoolo mein bemisaal ho tum.
Ek phool pesh karoon ga use muskurate hue,
Ab jo mile kah doon ga achhe lagte ho.
Rose Flower Shayari

Har pal khubsurat lagta hai aajkal,
Gulaab mein ik chehra dikhta hai aajkal.
Gulaab se khoobsurat tumhari smile hai,
Ek to dimple wale gaal tumhare aur upar se kill kar rahi eyes hai.
Bikne shuru ho gaye hain, gulaab is shehar mein,
Agar tum mere paas hoti to tumhein ek gulaab har roz deta.
Humse tode nahi jaate gulab ke dil,
Hum muskurate hain to gulab khil uthte hain.
Kante lafzon mein liye perty hai,
Hai ye phool jaise kuch log.
Flower Love Shayari in English
Rakhwala nahin hai koi mere dil ka,
Tum is par gulaab laga apne naam kar lo.
Kaagazi phool bhi mehak utha,
Jab diya usne mohabbat se.
Kuch mukhatib humse bhi tum raha karo,
Gulaab dene bhar se mahz kahaan ishq hota hai.
Gulzaar pyar mein na phoolay na phalay hum
Maanind-e-chinar aag mein apni hi jalay hum.
Nikle zindagi ki safar mein, kaash kahin tum mil jao,
Jeevan apna bagiya ho, tum uski phool ban jao.
Muhabbat ke tohfon mein waqt aur izzat ke baad,
Gujri sabse anmol tohfa hai.
Romantic Shayari On Flowers
Ae dost, safar itna tho muqarrar ho,
Main jo phool mangoon to ye na kehna mausam badal gaya.
Suno ab hum phool denge phool lenge,
Muhabbaton mein koi khasara nahi chalega.
Aaj bhi shayad koi phoolon ka tohfa bhej de
Titliyaan mandla rahi hain kaanch ke guldaan par.
Woh to khushboo hai hawaon mein bikhar jaayega,
Masla phool ka hai phool kidhar jaayega.
Utha kar phool ki patti nazakat se masal daali,
Ishaare se kaha hum dil ka aisa haal karte hain.
Main tohfa mein phool qabool kar liya karoonga,
Main tum se chaand sitaaron ki farmaish nahi karoonga.
Humain kar diya tha wo koi aur baat thi,
Ye toh phool hain janab, inhe rona na kijiye.
Short Flower Quotes in English
Pyaar ek phool hai, Aur iss phool ki khushboo ho tum.
Flowers don’t compete. They just bloom.
Every flower is a soul blossoming in nature.
Be like a flower — soft, silent, and full of grace
A flower does not think of competing. It just blooms.
Flowers are the smiles of the earth.
Kindness is the fragrance the flower leaves behind.
Every flower is a soul blossoming in nature.